Thursday, May 22, 2014

“Me And Mrs. Shekhawat”

part -5

“Me And Mrs. Shekhawat”
(nxt day sanyu regulary class me ati hain)
(randhir sanyu se bat karne ki koshish karta hain...)
randhir : hiii..tum thik to ho...and tumhara phon to thik hain
sanyu : wo battery khatam ho gayi thi...hum bad me baat karte hain...
ab lecture par dhan dete hain….
(lecture khatam hota hain)
Sanyu : suno randhir…jab sab khatam hi hogaya to fir…kyu puch rahe ho…and plz ye care karne ka natak chod do…
Randhir : but meri bat to suno..
Sanyu : ab tum suno…(guse me)
Na hi muje tum me entrance hain nahi tumhare..kisi baat me…now ur free..
Randhir : ok..fine..main bhi mara nahi jar aha hun..tumse baat karne ko…
(dono waha se guse me chele jate hain)
(girls hostel me)
Kaustuki : hey sanyu howz u..now u fine…
Sanyu : yes..
Kaustuki : so tell me howz ur..hubby..tell me something abt him
Sanyu : (serious hokar)..jise sab husband hote hain...bilkul use alag..hain wo..
Kaustuki : what…I don’t understand…
Sanyu : amaz to main bhi use nahi pai hun…rahe ne do na kaustuki…
Kaustuki : ohhk…chalo…canteen me chalte hain…I am very hungery
(dono…canteen me)
(waha pe parth ata hain)
Kaustuki : hey hiii parth…
Parth : hiii
Parth : kya hua hain sanyukta…bhot tense lag rahi ho…
Sanyu : nahi to…
Parth : main to aise hi kah raha tha..any problem..
Sanyu : no…
(parth apna book bag me rakhta hain..sanyu us book ko dekhti hain)
Sanyu : are ye book..muje bhi chiye thi…tumhe kaha se milli
Parth : abi issue karai hain…
Sanyu : issi book ki copy kam hain..kya tum ye book
Parth : rakh lo… padh ke wapas de dena..
Sanyu : really…(smile…)
(sanyu ko..parth ke sath smile karte huye randhir dekhta hain)
(sanyu ko msj ata hain)
Kaustuki : kiska msj hain..
Sanyu : (randhir ka msj hota hain..”meet me at libarary”)..kisi ka nahi..wo company…
Parth : so enjoy..ur meal..by
Sanyu : by..parth
Kaustuki : o my god finally tumhare face par smile to ayi…
(sanyu ka phon bajata hain…)
Sanyu : ek minute kaustuki…
Kya hain..muje tumse koi bat nahi karni..
Randhir : tumhari…mom ka phin aya tha…tumhare bare puch rahi thi..plz apna phon on rakha karo..
Sanyu : phon cut kar deti hain…
(nxt day in class)
(vardhan sir class me ate hain)
Vardhan sir : so student…hope tum logo ko..car ke gairs ke bare me pata hoga..
All student : yes sir…
Vardhan sir : good..ajj usi part par hum…discus karenge…
(sanyu and parth ek hi banch par baithe rahete hain…)
(randhir unhe sath me dekhkar..thoda restless hi jata hain)
(randhir bar bar parth and sanyu ko dekhta hain)
Vardhan sir : randhir…plz attention…
Randhir : yes sir..
(sanyu randhir ko dekhti hain…)
Vardhan sir : (dream team ki annaoument karte hain…)
Jisse bhi iss compittion me part lena ho..wo apna form…do din me submit karnge..
(and vardhan sir lecture khatam karke chale jate hain)
(usi din…raat 8 baje,,,sanyu, kaustki, parth and randhir lab me kam kar rahe hote hain)
Kaustuki : main to bhot thak gayi hun…I am going to eat samething..sanyu tum bhi kuch kalo..then mess band ho jayega…
Sanyu : no..kaustuki muje bhuk nahi tum jao…
Parth : main bhi jata hun..bhot late ho gaya…baki kam baad me karnge..
Bye sanyukta, by randhir..)
Sanyu : acha by…
(parth chla jata hain…lab me sandhir hi rahete hain)
Randhir : tume khana nahi khana hain..
Sanyu : tumse matlab….
(Randhir sanyu ke liye sandwich lata hain…sanyu macine pe kam rahi hoti hain to uske hath kharab rahete hain)
(randhir lo kuch kha lo..are tum kaise khao gi..tumhare hath to kharab hain…main khilata hun..)
(randhir sanyu ko..sandwich khilane jata hain)
Sanyu : muje nahi khana hain…
Randhir : (sanyu ko khilane ki koshish karta hain)
Sanyu : khan a nahi khana hain…(randhir ke hath ko…dur karti hain)
Sanyu : mere khane ya na khane se tumhe kya farak padta hain…
Randhir : (fir se ek bar try karta hain)
Sanyu : ( sandwich, fek deti hain)don’t do this again…(and guse me waja se chali jati hain)

No comments:

Post a Comment