Wednesday, May 28, 2014

ME AND MRS. SHEKHAWAT (PART - 17)

(parth class me jata hain)
 parth : hi sanyukta
 sanyu : hi parth : lecture to off mere sath coffie pine chalogi
 (randhir ke samne)
sanyu : nahi parth muje class me hi baithna hain tum jao
kaustuki : offo sanyu kitna boaring ho tum parth we r come
 sanyu : plz sunto….
(parth use randhir ke samne se le jata hain)
(in boys hostel)
Parth : randhir yaar sanyu ajj kal badi khubsurat lag rahi hain na?
Randhir : kya kaha tune…? Sanyu
Parth : I min sanyukta
I no she’s ur (randhir turn karta hain)
Randhir : agar tuje lagta hain teri bakwas bato se main jelous fill karuna to tu apna time waste mat kar…padai pe dhyan de
(randhir bhar jata hain)
(purvi cal him)
Purvi : kuch hua kya …any progress?
Parth : ha use shak…
Purvi : yaar kitna bura actor hain tu…thodi dhagn se acting kar…aur sun…agla plan…
Parth : pagal ho gayi ho kya randhir …chodega nahi nujse nahi  hoga… …plese purvi ye  suicide hain,,,,,
Purvi : nahi kiya na to main maar dalungi…
(phon cut kar deti hain)
(nxt day in hall)
(sanyu is alone)
Parth : sanyukta suno to muje tumse jaruri bat karni hain
Sanyu : kya??
Parth : wo jara personal hain…..
Sanyu : bolo parth…yaha koi nahi hain….
Parth : wo meri ek dost hain…usko  gift dena hain….tum meri help karogi….
Online shopping karni hain
Sanyu : ohk…
Parth : (in canteen…) dono laptop pe shopping karte hain…
(randhir unhe dur se dekhta hain)
Parth : (parth also no randhir tehre)…(janbuj kar apne uper tea girata hain….
Sanyu : ohh parh tumhare kapde kharab ho gaye hain…tisuu se saaf karne lagati hain…
(randhir ye sab dekhta hain…aur waha se chala jata hain)
Parth : rahene do sanyukta main kar lunga…
(in boys room)
Parth : (greeting lekar ata hain)…(love u wala)….
Jiggy : wa parth bhai ekdam fine che…kiske liye hain…
Parth : hain koi spcial….
(jiggy ko kaustuki ka phin ata hain and bhar jata hain)
(randhir hitting his punch bags)
(parth gritting padhta hain)
Parth : to my beautiful….and lovely…sweetu sanyu….muhhhha…
Randhir : (in anger…pass akar) kya tune teri sanyu,,,,she’s mrs shekhawat..mind well
Parth : thi…but in feture….mrs. kashyab…(randhir jor se punch marta hain…parth ankhe band kar leta hain…ankhe kholta hain phele apne chere ko dekhta hain thik hain ki nahi….randhir wall pe punch marta hain)
Randhir : don’t cross ur limit…nxt time mera nishana chukega nahi….
(waha se chala jata hain)
(purvi call )
Purvi : overacting shop kuch baat bani…
Parth : krubani thi meri ajj…randhir ko pheli baar itna gusse me dekha…purvi…yaar darr lag raha hain….
Purvi : now level up…(phn cut )
(in class room)
(wohi greeting sanyu ke hath me hota hain)
(randhir ko dekhkar gussa ata hain)
Kaustuki : woow sanyu nyc greeting….
Kisne diya
Sanyu : parth ne..
(randhir jakar…usse chin leta hain,,,,,aur kholkar dekhta hain)
(greeting par dikha hota hain…to my friend)
(randhir greeting fek kar chala  jata hain)
Sanyu  : randhir suno to… #jyoti





No comments:

Post a Comment