Wednesday, August 6, 2014

ME AND MRS. SHEKHAWAT (PART - 27)

part -27
 (sandhir still laugh)
randhir : nahi sudhrogi na.. (to sanyu)
sanyu : (laugh)...aur usne jo kiya...
randhir : par jo bhi hua....acha tha...bechari...
(and laugh)
randhir : chlo ajj vardhan sir ke Mathematics – III  written test hain...
sanyu : ha....kaise bhul sakti hun....meri to double study hui hain..ek tumhare notes and vardhan sir....
randhir : fir race lagaye...kaun aage jayega..
sanyu : challenge..!!!...but dont worry 1st to main bhi aungi...
randhir : really...agar har gayi to...?
sanyu : jo tum saja doge majur...
randhir : soch lo...
sanyu : ek bar jo maine comitment kar di to main apne aap ki bhi nahi sunati...
randhir : wo drama queen chlo...
(in class room)
vardhan sir : so start the ur test...and maind well ye marks tumhare final marks me count kiye jayenge...umeed hain tum sab ne aache se prepration ki hogi...all the best...
(test suru hoti hain)
(all student wrrten thier exam paper)
(test finished,,,,hoti hain)
(all group in canteen)
jiggy : yaar ye vardhan sir kaha se itne muskil question dudh ke late hain...pass hone jitne bhi marks milenge ki nahi
parth : ha jiggy thoda...hard hi tha paper....but acha tha
kaustuki : no parth it was very dificult....hope pass hona jitna marks mile..
jiggy : am wid u baby...
randhir : (sanyu ke taraf dekhkar)...tumhara pata nahi guyz...but ek insan ke liye isak result bhot matter karta hain...kyu sanyukta...
sanyu : ha wo to hain...result shocking jo ane wala hain....hain na randhir..
randhir : wo to kal pata chal hi jayega....
(nxt day....vardhan sir  Announced
the result in the class room)
vardhan sir : (result dekhkar..) intersting....very intersting....
(sanyu cross her finger)
(test 30 marks ki hoti hain)
vardhan sir : (sabke marks batate hain)...vidushi...30 out of 18, sahil - 18, jignesh - 17, parth - 25, kaustuki - 20,  sanyukta  - 29 and randhir have full marks its 30 out of 30 randhir good very good...and u also sanyukta...keep it up...
(sir lecture start karte hain)
vardhan sir : DYNAMICS OF MACHINES unit 1  (vardhan sir start the lecture)
Static force analysis, Static equilibrium, free by diagram, Analysis of static forces in mechanism. D’Alembert’s principal, Equivalent offset inertia force, Dynamics of reciprocation parts, Piston effort, Crank effort, Equivalent dynamical systems, and Inertia force in reciprocating engines by graphical and ..............................................................................! 
(lecture is over )
(sanyu jane lagti hain)
randhir : hey miss farzi....stop it...
kaha bhag rahi ho..
sanyu : kahi nahi main darpok nahi hun..
promise kiya to nibhungi bhi
(kaustuki ati hain)
kaustuki : hey 29 woow awesome....
jiggy : ha sanyukta...ekdam mast che...
sanyu : tum log canteen me jao main abhi ati hun..
(all student left the class room)
sanyu : bolo ab muje kya karna hoga...
randhir : kiss me
sanyu : whatttt...?
randhir : (laugh) itni essay punishment nahi milegi...tumhe sanyukta...
sanyu : bolo...ab
randhir : fir kabhi.....ye punishment udhar rahi....
sanyu : (happy ) really.....
randhir : really.....chlo ab canteen me 
sanyu : (very happy)....(she hols the randhir's hand and kissed on his chik..) thanku mr. shekhwat...i love u....so much.....(and run away) #jyoti

No comments:

Post a Comment