Wednesday, August 6, 2014

ME AND MRS. SHEKHAWAT(PART- 25)

(sandhir in fite...in canteen..)sanyu  : i u ok....pichle dino jo kuch bhi hua...hope u ..all right
randhir : ya..am ok..u dont worry....
sanyu : (happy...) accha tum in sab se bhar aa gaye....
randhir : ab class chale 2 din se class attend nahi kiya.
sanyu : ha chlo...
(both are attened pkc's lecture)
(after lecture)
(peon randhir ek letter lake deta hain)
peon : accha hua tum dono yaha mil gaye tumhare liye currier aya hain
randhir : hum dono ke liye ek sath..?
sanyu : i think papa ne bheja hoga..
randhir  : (open the letter)....ye to purvi ka hain...ab kya chiye usse..(randhir letter crush karke dustbine me dalne wala tha)
sanyu : ruko randhir...dekho to sahi kya likha hain usne..
(sanyu letter padna suru kartri hain)
 Dear Randhir and meri jaan sanyu....
i no ki tum dono mujse bhot naraj ho...aur tume hona bhi chiye....maine galati bhi waisi hi ki..mere liye mafi magna koi badi bat nahi..but sach me meri galati maaf karne layak thi..? agar hain to plz muje maaf kar dena....and sanyu ab main randhir kabhi BF nahi bulaungi,,,ab tum mujse irritate nahi hogi na,,? randhir i am really sorry yaar pyar aur dosti me farak hi nahi kar pai,,,plz forgive me....but trust me ab koi hain jisse main sach me pyar karni lagi hun...usi ne muje eshash dilaya....humse pyar karne ka rights koi cheen nahi sakta...issliye tum sab se dur...main london ja rahi hun,,,
i hope ki ab tumhare jindgi me koi aur purvi na aye..be happy . always smilling...
bye randhir and mrs. shekwat....
                                                                   - purvi.
sanyu : (use phn karne lagti hain...)
randhir : (stop her) rahne do sanyukta...
sanyu : but randhir.......
randhir : leav it dont cal her...
sanyu : ohk....but maine use to kabka maaf kar diya...
randhir : kuch study kar le..
sanyu  : sorry randhir....if i hurt u....
randhir : (smile)...no mrs. shekhwat....
(in libarry)
randhir : now lets start....ajj hum Manufacturing Methods pare discuss karenge..sanyu : yes randhir..waise bhi ye chaptter muje kuch samaj hi nahi aya...(randhir starting study...)randhir : Characteristics of turret Lathes, turret-indexing mechanism, tooling equipment for turrets, tool Layout.....................sanyu : kya iske notes mil sakte hain...shekhawat sir...randhir : why not miss agrwal ...aftrol ur my very good student....but remember one thing....rank no. 1 to randhir hi ayega....sanyu : (smile..) ohh really...whatever....but..hoga to shekhwat ke family se hi na...fir main kya tum kya...hum alag hain kya..randhir : sanyu...maar dala....sanyu : whatt...randhir : madam...hum PRODUCTION TECHNOLOGY padh rahe hain love production nahi...so be focus....nahi to..sanyu : nahi to what...notes nahi milenge...blacmaile kar rahe ho muje.....randhir : jo bhi samjo...plz sanyu dhay do...sanyu : ok sir.....(randhir start again)

No comments:

Post a Comment