Wednesday, August 6, 2014

ME AND MRS. SHEKHAWAT (PART - 36)

Part -36

dadi : ruk bindani...badi aayi ssas banne....
renuka sanyal : sanyukta go and change.....
(sanyukta jane lagti)
dadi : ha kar lo apne mann ki...akhir meri jagah hi kya iss ghar,,,me chali jati hoon main...
randhir's papa : ma...suno to...(dadi ke piche jate huye)
renuka sanyal : (sanyu ko..) u dont worry beta...go and change,,,
(sanyu room me jati hain)
Sanyu : (in room me) shiit yaar ab ye dadi kam thi ki ab saas bhi…
(randhir room ata hain)
Sanyu : welcome mr. shekhawat,,,,,,welcome…kitni sweet family hain na tumhari,,,
Randhir : mom kaise pata…chala…
Sanyu : (gusse me ) muje kaise maloom hoga….
(sanyu change karke ati hain)
Randhir : aisa nahi ;agta apne ghar me kyu saas ki kabhi bahu thi ka…maha episode telecast ho raha ho…
Sanyu : bas randhir,,,ab jo bhi ho…muje nid aa rahi hain subhah dekhnge kya hota hain…
(sanyu sable liye nasta banati hain)
(sab chup caap nasta karte hain)
(randhir’s papa and randhir office me jate hain)
Dadi : sanyukta bahu..dophar ka khana….chulhe pe banana….
Renuka sanyal : koi jarurat nahi….khana servant banayge…
Dadi : tuje nahi bola maine…
Renuka sanyal : muje bhi app se baat karne ka koi shouk nahi,,,
Dadi : tuje kal bhi iss ghar ki koi fikr nahi thi aur ajj bhi nahi…akela chod ke gayi thi mere bete ko ye..
Renuka sanyal : wo plz app to rahene dijiye….aur kyu purani baate nikal rahi hain…jo app mera sath nahi kar pai wo iss bachi ke sath karna chati hain…main akela chod kar gayi thi to app kaha thi itne din…..tab yaad nahi aaya beta…apko…
(sanyu bas dono ko dekhti raheti hain)
Dadi : bas kar renuka,,,,tuje teri ajadi jyada pyari thi,,,,
Renuka sanyal : app muje tabhi galat samajati thi aur ajj bhi…main ghar se bhar gayi…kyunki muje mere bete ki khushi ki parwa thi….
dadi : badi aai pyar jatane wali….(sanyu ko)..tu kya khadi hain…
sanyu : ji wo….
(renuka sanyal ko office se cal ata hain)
Renuka sanyal : (to sanyu)…beta muje ek jaruri kam hain,,,so muje jana hoga….
(renuka sanyal chali jati hain)
(sanyu apne room chali jati hain)
(renuka sanyal ke jane ke baad…dadi sare servant ko chutti de deti hain)
Dadi : sanyukta bahu,,,,(jor se)
(sanyukta niche ati hain)
Sanyu : ji dadi….
Dadi : jao khana banao….aur gas par hi pakana…
Sanyu : (in her mind)..lagta hain..mami ji se dadi darti hain,,,jo bhi ho,,,,chule se to jaan chuti…)
(sanyu make all food )
(dadi launch karti hain….but sanyu ko baad me khane ko kaheti hain)
Dadi : ab bartan saaf kar de…maine kuch purane pital ke bartan nikale hain wo bhi saaf kar dena…
Sanyu : ji dadi…
(dadi bhot saare bartan nikalti hain….but sanyu bina complete kiye,,,saare bartan saaf karti hain…itna sara kaam larke sanyu filling so tyied)
Sanyu : ab kuch kha leti hun…
(khana khane jati hain…dadi akar kapre thone deti hain….)
Dadi : beta itne kapre tho dena….dhup hain to sukh jayenge…khana baad me kha lena…..
(sanyu ko gussa ata hain….but fir bhi wo kapre thodti hain….)
(sanyu khana khane jati hain…to sare bartan khali…)
Sanyu : yaar ye dadi kyu mere sath…ye saas bahu ka drama kar rahi hain….ab fir se khana banana hoga….
(sanyu kitchen me jati hain….gas on karti hain….gas bhi khatam ho jati hain..)
Sanyu : ye kaise hua..kal hi to gas lagai thi…dadi ne to…hadd ho gayi ab to…
(randhir ka call ata hain)
Randhir : kaisi ho meri bindani…
Sanyu : acchi hoon….tum kaise ho…
Randhir : dadi ke sath tum ho aur muje puch rahi…ho…(laugh)
Sanyu : tum bhi na randhir….ghar kab aa rahe ho…
Randhir : kyu dadi ne bhaot pareshan kiya kya,,,,
Sanyu : nahi wo bas aisehi….
Randhir : tum kaho to abhi aa jata hun,,,,
(door bel bajati hain,,,)
Sanyu : tum sach me aa gaye….
(randhir sach me ghar par ata hain)
Sanyu : (very happy..)tum sach me aa gaye…love u randhir…
Randhir : love u too….my bindani…
(piche se randhir ke papa bhi ate hain…)
(app baithi papa main apke liye pani leke ati hoon)
(sanyu tress lekar ati ..;ekin chakkar ake niche gir jati hain….)
(randhir…..so scared…)
Randhir : (use uthakar)… sanyukta…utho kya hua tumhe…sanyukta…
(in hospital)
Doctor : dekhiye…inhone ne subhah se kuch nahi khaya hain…and inke bloome himoglobin ki bhi kami hain….jo tik khana na khane kom ho jata hain…inko…kamjori ki wajah se….chakkar aa gaya tha…inko hosh ate hi…kuch kila dijiye…
(sanyu ko hosh ata hain)
Randhir : pagal ho kya tum sanyu…khud ka bhi khyal nahi rakh sakati…tumhe kuch ho jata to….(use juice dete huye)
Sanyu : just smile…tum ho na mera khyal rakhne ke liye…
Randhir : bas koi maska nahi,,,ek baar tik ho jao…fir dikhata hoon..
Sanyu : really…
(sanyu ko dischared milta hain)
(in home)
Renuka sanyal : sanyukta ye sab kaise hua…
Sanyu : kuch nahi…wo subah se kuch khya nahi tha iisiye…
Renuka sanyal : ya fir dadi ne kuch khane hi nahi diya…
Sanyu : nahi wo….
Dadi : itna bada iljam….hey baghwan..
Renuka sanyal : app kabhi hadd karti hain….mrs. sharda devi….(dadi)..kamse kam bhagwan ko to baksh dijiye…
Dadi : ye ladki jhut bol rahi hain…
Renuka sanyal : apka khud ka beta hota to bhi app yahi karti…
Dadi : ajj jata hi diya na tune apna apna hota hain…aur soutela soutela..
Renuka sanyal : maine nahi apne…kiya hain different…
Randhir’s papa : bas renuka….ab bahot ho gaya….
Renuka sanyal : its not over harsh….ajj sanyukta ko kuch ho jata to….
Randhir : bas kijiye mom….and dadi app bhi…app logao ke personal matter me app sanyukta ko kyu laa rahe ho…use to pata bhi nahi…app logo ke beech kya hua tha..and dadi app…..use din bhar bhuka rakha appne…because of app mom….apki problem…app jano…(hath jodkar),,plz usme sanyu ko mat add kijiye…(waha se chala jata hain)
(dadi room me ati hain)
Dadi : (to sanyu) ….maaf kar dena beta muje…
Sanyu : nahi dadi…app ye kasi bat kar rahi hain….maafi bade nahi maaga karte….
(in hall dadi apna saman pack kar ke jane lagati hain)
(to randhir’s) accha chalti hoon…beta apni iss budhi dadi ko maaf kar dena….
Randhir : no dadi…plz,,,,
(sanyu and randhir dono dadi ka ashirwad lete hain)
(and finally dadi chali jati hain)



No comments:

Post a Comment